affiliate marketing Hindi Urdu Sher O Shayari And SMS: Rishton ki dori kamzor hoti hai...............................

Tuesday, 3 May 2011

Rishton ki dori kamzor hoti hai...............................

Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.

I made a list of my dearest person,
And I wrote them down in pencil,
I included ur name but wrote it in permanent ink,
Bcoz i decided to keep U in my list forever.

God gives us two gifts…
One is chance and the other is choice,
Chance 2 have friends
And choice to select the best ones like U.

Don’t walk infront of me, I may not follow.
Don’t walk behind me, I may not lead.
Just walk beside me and be my friend.

Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum nahi,
Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,
Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi

Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par aasoo chod jate hain,
Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.

In andhero ke liye kuch aftab mage hai,
Dua mein hamne dost kuch khas mage hai,
Jab bhi maga kuch rab se,
To aap ke liye khusiyo ka pal mage hai.

Chirago se agar andhere door hote,
To chandni ki chaahat kyun hoti,
Kat sakti agar ye jindgi akele,
To dost naam ki cheez hi kyun hoti?

Hamari dosti raymond jaisi nahi since 1965,
Pepsi jaisi bhi nahi ye dil mange more,
Ye dosti hogi LIC jaisi,
Zindagi ki saath bhi,
Zindagi ke baad bhi.

Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge yeh dost,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.

Is dil ka hai ek condition,
Jis main nahi kisi ko permission,
Sirf aap jese dost ko hai admission,
Wo bhi bina donation,
So just maintain good relation.

Har khushi dil ke karib nahi hoti,
jindagi gamo se dur nahi hoti,
aye dost dosti ko sanjokar rakhna,
dosti har kisi ko nasib nahi hoti

Kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahin jaate,
Kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahin jaate,
Kayi dil aise hote hain jo tode nahin jaate,
Aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chhode nahin jaate.


Kehte hai, kuch log jindagi main aate hai istarah
Kab, kaise jigar jaan dost ban jaate hai kya pata
Par meri viraan jindagi main yeh hota nahi
Ke main ab dost koi banata nahi.

Kuch log mile the mujhe bhi raah-e-jindagi main
Saath chalenge woh mere aisa vaada tha unka
Koi kisi ke liye yaha rukta nahi
Ke main ab dost koi banata nahi.

Har baar mujhe ek chot lagi hai kuch aise
Ke tukde hue hai kai aitbaar ke mere
Bikhare un tukdo ko main samete ta nahi
Ke main ab dost koi banata nahi.

Mere dil ke tukde to har koi le gaya mujhse
Badle main bas ek suna pan degaya har koi
Ke mera dil bhi ab mere paas nahi
Ke main ab dost koi banata nahi


dosti,sahil hai ,majhdhaar main dube huwon ke liye,
dosti,bahar hai,patzhad ki maar khaye huwon ke liye,
dosti,ek khushi hai, har gam bhulane ke liye,
dosti,chirag hai,aandheron main ghire huwon ke liye,
dosti,rahgujar hai,tufano se jujte huwon ke liye,
dosti,khawab hai,halat se maar khaye huwon ke liye,
dosti ko kafan kisi ka kafan na banne bijiye,kuinki,
dosti,’jindgi’ hai mout se pehle marne walon ke
liye..


Door rah ker dooriyo ko badaya nahi karte,
apne dewano ko is taraha tadpaya nahi karte.
har waqt jisko ho sirf aur sirf tumhara he khayal
usko apne mail ke leya tadpaya nahi karte….

ab kuch aur bhi hai

Hum aapno se kafa ho na sake,
dosti ke restye me bewafa ho na sake
aap bhale hume bhula ke soo jao
hum aap ko yaad keya bena soo na sake…


Dil se dil badi mushkil se milte hai
tufano me saahil badi mushkil se milte hai.
yu to mil jaate hai haazaro gaal gulabi,
per gaalo pe til badi mushkil se milte hai.

dosto maine aapne dost ko kabhi dekha nahi hai, but it is only my imagenation.


Tumhe gairon se kab fursat,
hum apne gum se kab khali.
chalo bus ho chuka milna,
na tum khali na hum khali.

isko mere dost ne muzse kaha tha ke main isko group me bhej doo, so maine uske
baat man le…

2 comments:

  1. meri jindgi ke dow ashul h
    ek dosti or dusra pyar
    pyar ke liye jaan bhi de du
    lakin dosti ke liye pyar ko bhi kurban kar du

    ReplyDelete
  2. Aapki dosti ki ek nazar chahiye,

    Dil hai beghar usey ek ghar chahiye,

    bas yuhin saath chalte raho e dost,

    Yeh dosti humein umar bhar chahiye…..Shayar e azam

    ReplyDelete