Har koi pyar k liye tadapta hai….
Har koi pyar k liye rota hai….
Ae dost ye dosti sada kayam rakhna…
Kyunki sabse jyada pyar iss dosti mei he hota hai…
`
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya
Jaane kyon aaj tere naam pe rona aaya
Yun to har sham umedon mein guzar jaati hai
Aaj kuch baat hai jo sham pe rona aaya
`
Tum hanso to khusi mujhe hoti hai,
Tum rodo to aankhein meri roti hain.
Mehsoos kar ke dekh lo…..
Dosti aise hi hoti hai…
`
Geet ki zaroorat mehfil mein hoti hai
Pyar ki zaroorat dil mein hoti hai
Bin dosti ke adhuri hai yeh zindagi
Kyunki dost ki zaroorat har pal mehsus hoti hai
`
Har rishtonke mukaam nahin hote…
Dil ke rishtonke koi naam nahin hote……
Paaya hai Aapko dil ki roshni se……….
Aap jaise dost kisike liye Aam nahin hote…….. .
`
Aapki dosti ki ek nazar chahiye;
Dil hai beghar use ek Ghar chahiye
Bas yun hi saath chalte raho ae dost;
Yeh Dosti hume umar bhar chahiye.
`
Dost hai to Aansuo ki bhi shaan hoti hai,
Dost na ho to Mahfhil bhi Kabristaan hoti hai,
Sara khel to dosti ka hi hai,
Warna mayyat aur barat ek saman hoti hai.
`
Zindagi me Jab Maayus hue Hum…..
To Socha k kya paaya kya khoya…….
Khone ka to hisaab na laga paaye…
Yaad raha to bas itna…ke…
Zindagi se bhi pyara..Aap jaisa Ek dost Paaya…
`
Safar lamba hai dost banate rahiye,
Dil mile na mile haath badate rahiye,
Taj na banaiye costly padega,
Har taraf Mumtaj banate rahiye.
`
Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,
Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,
Gum dene wale to har pal hai yahan,
Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha…
Phool bankar muskrana zindagi hai…,
Muskara ke Gum bhulana zindagi hai…,
Milkar log khush hote hai to kya hua….,
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai…
`
Dil ki hasti mit gayi hoti,
aur sare dard badh gaye hote,
jindgi aap jaise dosto ki amanat hai,
varna hum to kab ke bikhar gaye hote..
`
Aao Ab koi Dost Aisa Banaya jaye
jise Palkon pe Sajaya jaye
Rahe uska mera rishta kuch is tarha ke ,ki
vo rahe Bhukha toh humse Bhi kuch khaya na jaye…
`
Dosti ke bhi apne andaz hote hai,
Jagti aankho me khwab hote hai,
Soyi aankho me sailab hote hai,
Kyo ki dosti k rishte to nayab hote hai…….
`
Kaho usi se jo na kahe kisi se!
Maango usi se jo dede khushi se !
Chaho use jo tumhe mile kismat se !
Dosti karo usi se jo hamesha nibhaye hasi se..
Dosti ka pehala paigaam aapke naam,
jindgi ki aakhri saans aapke naam,
rahe salamat yeh dosti apni,
ise salamat rakhana aapka kaam.
`
Har karz dosti ka ada kaun karega,
jub hum hi na rahenge tho dosti kaun karega,
Aye khuda, mere dost ko salaamat rakhna,
varna mere jeene ki dua kaun karega!
`
Har dua kubul nahi hoti,
Har aarzu puri nahi hoti …
Jinke dil me aap jaise dost rehte ho,
Unke liye dhadkan bhi jaruri nahi hoti….
`
Haquiqat mohabbat ki judai hoti hain.
pyar may to sirf ruswai hoti hain.
hamari taraf haath bada kar to dekho.
dosti may kitni sachaai hoti hain.
`
Dil me tumhare apni kami chood jayenge,
Ankhome intezar ki lakir chood jayenge,
Yaad rakhna dhundte rahoge hame,
Dosti ki aisi kahani chood jayenge.
Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !
`
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai.
`
Kal fir yehi sama hoga,
Hum mein se kaun na jane kahan hoga,
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo mein,
Par bichhade dosto ka shayad hi koi pata hoga….
`
Dost hazar nahi sirf ek chahiye,
dukh-sukh me de sath vo yar chahiye,
hum kisi ko bhulate nahi lekin
jo yad rakkhe hame vo yar chahiye……
`
Sitaron ke aage bhi koi jahan hoga,
Jo na dekha kabhi woh sama hoga….
Us jahan ke saare hasin nazaron ki kasam,
Aap sa pyara dost dusra kaha hoga….
Khwaish aisi ki aasman tak ja sako
Dua aisi ki khuda ko pa sako.
Jeene ke liye pal bahut kam hai,
Jiyo aise ke har pal mein zindgi pa sako…
Kasur na unka hai na mera,
Hum dono rishton ki rashme nibhate rahe.
Who dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat to dil me chhupate rahe…
Ek sawaali ne kahan janab ye to samjha-eeye..
pyar aur dosti me fark hume bhi batla-eeye..
dosti mehfil hai to pyar tanhaee hai….
dosti sohrat hai to pyar rushwaee hai..
dekar jawab main zanibe manjil ko chal diya..
galat hai aap,, usne ye keh diya..
log pyar ki karte hai ibadat,
pyar hi khushi hai dete hai nashihat..
pyar zindagi hai,pyar hi shabaab hai..
aapke zanib dosti ka isse bhi uncha khitaab hai..??
dosti ka hai martaba uncha ye tu maan le sawaali..
mumkin nahi pyar bin dosti ke ye tu jaan le sawaali.
na ho yakee to aazma le ek bar DOSTI ko..
tajurbah mera taakeed karega har bar dosti ko..!!!

Tamana us k jisam ki hoti to Duniya say cheen lete,,,,,
ReplyDeleteIshaq us ki rooh say hai is Liye Khuda say mangtay hain
So cool Awesome
ReplyDelete