Shayri Toh Hum Bhi Kar lete mere Dost,
par shayri ki koi wajah na mili,
Unke Dil me koi to or hi tha,
jo dil me unke hume jagah na mili.
Ek khayal
Ek khayal sa dil me sama jata hai
wo jo ek shaks mere dil ko bahot bhata hai
uski ankho se dekhti hu main duniya sari
is liye har taraf bus wo hi nazar ata hai
Kuch accha to kuch bura laga
Kuch accha to kuch bura laga
kuch sacha magar kuch jootha laga
maine pucha usse ki tum unhe jante ho
par wo jooth keh kar bhi sach bol gaya
or apni kamoshi se sab bol gaya
kya kahu apne us dost se main
ke use bolna nhi aata
yaa mujshe apni baat ko bolna nhi aata
SAZA NA MILE
CHAHTE HAI TUJHE BEWAFAAI KI SAZA NA MILE
TUHJE IS KHITAB SE KABHI RAZA NA MILE
LAKH BADAL JAYE TERE CHAHNE WALE
PAR UNHE CHAHNE ME TUJHE WO MAZA NA MILE
Jagah na mili
jagah na mili
Ek khayal
Tere Ditte Dard Nu
kismat par aitbar
SMURTI
SAZA NA MILE
Ujala ho gaya
Kuch accha to kuch bura laga
Umar raftar
Wafa ke baad
Kismat Par Aitbar
kismat par aitbar kisko hai,
mil jaye khushi inkaar kisko hai,
kuch majburian hain mere dost,
warna judai se pyaar kisko hai.
Ujala Ho Gaya
MERE NASEEB KA KHEL NIRALA HO GAYA
GHAR MERA JALA OR KAHIN UJALA HO GAYA
Rate This Shayari | Send to Friend
Tere Ditte Dard Nu
Tere Ditte Dard Nu Na Kadi Bhula Skeya.......
Teri Yaad Da Nasoor Na Dil Ton Mita Skeya.
Ki Si Kasoor Mera,Mere Dosta?
Apna Keh Ke V Tu Jad Apna Na Bna Skeya.
Wafa Ke Baad
Bewafa teri bewafai pe bhi naaz hai hum ko
kyu ke tune bewafai bhi ki to wafa ke baad
SMURTI
ISS JANAM ME NAHI BHARA DIL
LENGE JANAM HUM EK BAR PHIR
LADNA JHAGADNA ISS TARAHA TUM
PYAR KABHI NA KARNA KAM
Umar Raftar
Umar raftar se guzar jaye to acha hota
wakt ek bar thehar jaye to acha hota
mera dil yu bhi tere kadmo me bikhar gaya hain tutke
tu ise jodke jata to acha hota
No comments:
Post a Comment