Tum khafa hogaye to koi khushi na rahegi,
Tere bina chirago me roshni na rahegi;
Kya kahe kya guzregi dil par,
Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.
Rehne de aasma zamin ki talash kar,
sab kuch yahi hai na kahi aur talash kar,
har arzu puri ho to jine ka kya maza,
jine k liye bas 1 kami ki talash kar.
Aahista - aahista milte milte aa gaye mere itne kareeb,
jo kal tak hua karte the ajnabi,
ban gaye hain aaj wo hi mera naseeb.
Hamare zakhmo ki vajhah bhi wo hai..
Hamare zakhmo ki Dava bhi wo hai...
Wo namak zakmo pe lagaye to kya hua...
Mohabbat karne ki wazah bhi wo hai...
Yeh Dil Ho Gaya Tumhara,Har Yaad Mein Ho Tum,
Pukarta Hai Tumhe,Kyun Nahi Laut Aate Ho Tum.
Saansein Hain Chalti,
Har Saans Mein Ho Tum,
Tanha Ki Tanhaai Hai
Roti,Phir Bhi Khaamosh Ho Tum...
Karoge yaad gujre jamane ko,
tarsoge humare sath 1 pal bitane ko,
fir awaz doge hume vapas bulane ko,
or hum kahenge darwaja nhi h kabr se bahar aane ko.
Chiragon ko aur tej kar do kyunki roshni bahut kam hai
Aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki "Zindagi kam hai"
Har pal ne kaha ek pal se...
Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao...
pal bhar ka saath kuch aisa ho...
ki har pal tum hi yaad aao..
Hamara har lamha chura liya apne ,
Aankhon ko ik chand dikha diya apne ,
hame zindagi to di kisi aur ne par itna pyar dekar jeena sikha diya apne
Betab tamannao ki kasak rahne do, manjil ko pane ki lalak rahne do,aap bhale hi raho dur najro se,par band palko me apni jhalak rahne Do..
No comments:
Post a Comment